Shopify for big business man.

शनिवार, 20 जून 2020

jindagi ke bahut se kam

Bahut kam aapko aise lagenge Jo kisi ka koi bhi Matlab Na Ho use kam ko lekin fir bhi aap kiye ja Rahe Ho. Kyunki aap jante ho kisi Na kaha hai main khel raha hun ya main apna jaruri kam kar raha hu.

Kyunki main isase kuchh naya Sikh raha hu.     

        Jaruri kam kaun sa hota hai ?          

Mere khyal se har bar kam jo aap kar rahe hain vah bhi to jaruri hi hai.       

sirf aapko lagta hai jaruri nahin lekin aage jakar Na jaane vahi kam aapke liye bahut bada jaruri ho jata hi, yah bahut kam log jante Hain.lekin yah baat bhi Sach hai kyon nahin samajh mein kuchh samay lag jata hai.


Sare baton se aisa lagta hai ki jis prakar se vah aadami use waqt apne kam ko karne ke liye hi aaya hai . Lekin agar vah kam use pasand nahin tu kya kar sakta hai.

Sirf samajhne ki jarurat hai na jaane kyon log baithe Hain ,, Na jaane kyon log soye Hain,, Na jaane log kya soch rahe hain,, Kya yahi hai duniya ?


In sab chijon ko dekhkar prasaniyo ka ambar khada ho jata hai ? 

Lekin kahin na kahin in sab chijon ko dekh Kar Kai sare prashnon ke uttar bhi khul aate Hain.


Humne Kai sare aadmiyon ko Kai sare nitiyon ke hisab se chalte hue dekha hai aur Kai neeti sirf bakwas nikalti hai. main aisi bhi Kai sare nitiyon ko dekha hai padha hai kuchh samjha hai.




fir bhi Sach kahun to meri hath sirf jankari ka ambad khada pada hai.


Main itni jankari ka Kya karunga ? 

Mere dimag mein bahut sare prashn pade Hain, bahut sare chijon ke uttar bhi hai , main itne sare prashn aur uttar unka Kya karunga, kya yah sab chijen barbad hone wali hai iska koi bhi Kam nahin iska Koi arth nahin .




Har manushya EK alag soch ki taraf chal nikalta hai ? Kya uske chalne se Koi Fark nahin padta? To kya Ham sirf Ham baithe rahen? To kya sirf Ham soye Rahe?



Main jaanta hun yah duniya ise prakar ki hai , Jo dekh raha hun , kuchh logon ke munh se sunta hu, kahate Hain yah sab jhooth hai aur kahate Hain sirf mrityu aur janm hi Satya hai.

Agar main yahi baten 10 logon ke samne alag-alag jagah hun per jakar unse alag alag puchun to unke alag-alag uttar nikal ke aaenge.

Kuchh log pagal kahenge
Kuchh log samajhdar kahenge
Kuchh log samjha ayenge
Kuchh kahenge Jo aapane kaha sab Satya hai

Kuchh kahenge ki aapane jo bhi kaha vah sab jhooth hai.

Kya yah pagalon ki duniya hai ? 🤣

Kya main jo kam kar raha hun yah nahin karna chahie ! ya main apna jaruri kam kar raha hun ?

Aadami pagal hai yah main pagal ki tarah soch Raha Hun. 
Agar police ne pakad liya to vah poochenge ki tum pagal Ho Jo yahan baithe ho, main kahunga nahin main pagal nahin hu,, To police kahenge sabhi pagal yahi kahate Hain pagal nahi hu.

Kya yah ladki pagal hai ? 
kya aap pagal Ho Jo itne sare chijon ko jante hue bhi Bina like comment share kiye hue aage badh rahe ho.



Jab Koi baat bigad jaaye jab Koi mushkil a jaaye Tum Dena saath Mera 
                                           main samay ⌛ ,🕙 ki baat kar raha hun na ki ladkiyon ka.🙊


sirf samajhne ka phar hota hai, alag alag samay ke alag-alag tarah ke kaam hoty Hain. ....


कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें