Shopify for big business man.

शनिवार, 20 जून 2020

samasyaon ka samadhan kaise dhundhe

Pahle samajhna hai samasyaon ka samadhan ka matlab kya hai.

Jo aapane yah Socha ki samasya hai pahle use samay vah Kai samasyaon ko piche chhod is jagah per pahuncha hai aur aap use samasya kah rahe hain Koi kahta hai yah cycle Meri sabse badi samasya hai , 🚴
        kabhi cycle 🚲 se aapane poochha hai vah kitni chijon ko milakar kitne dinon mein taiyar hokar Kahan kahan se kaun kaun si machinon se gujar kar aaj aapke samne khadi hai aur aap use apni samasya kahate Ho. 😒

Sabse pahle samasya jisse aap samajh rahe ho vah sabse bada sadhan hai, agar aapane yah maan liya ki vah sabse bada samadhan aur sabse achcha sadhan hai Hi tu kaun si samasya rah Gai thi aapke samne.

Bhul se bhi apni bhul ko yah yah mat yad dilana ki aap se bahut badi bhul ho gai hai, agar aapane yah yad dila Diya use to vah bahut kamjor pad jaega vah jiske sahare Socha aur samjha aaj usi ne uska yah Dil Tod Diya. 
                 Kya aap jante Hain log apne Hi Ghar walon se ki vajah se Hi sabse jyada aage badhate hain aur yah bhi Sach hai ki kahin na kahin apne Hi Ghar walon ki vajah se hi is nuksan ka samna karna pad raha hai.


Bahadur to usse Mana jata hai jo har pareshani ko mohabbat ki tarah dekhta ho.


Extremely power badhane ke liye extremely sochana padta hai , tabhi advance mein work hota hai is work ka naam hai advance working. thinking is equal to advance working.

👧🐼🐼🐼

Apni pahchan chhupana nahin hai apni pahchan ko arbo logon ke samaksh rakhna hai tabhi aap ki pahchan sabse alag aur sabse Khushi ka manjar daga ,,
                               jisse aapki har aane wali pareshaniyon ko second mein choomantar Kar dega jisse aapko sochne ke liye thoda waqt chahie.

             Kabhi aapane chalti Hui hawaon ka pata poochha hai, Kahan se aaI ho kahan ko jana hai.
             yahi prashn apne aap se puchiye Kahan se aaye ho kahan kho jana hai.

 Issi jagah Iss waqt apne aap ko Sama dena hai.



Kai logon ko humne dekha hai bahut udaas rahte hue 😒

Maine unse udash ki vajah puchi, to vah piche hat Gaye uske pass koi bhi answer nahin tha.
         uska bhi yahi person tha aap sunker kya kar loge.


Bhuton ne jawab de Diya ki meri yah pareshani hai. Meri vah pareshani hai to main unse sirf ek hi sawal Kiya yah pareshani aapke dwara banai gai hai ,
    sochi samjhi sajish to nahin.

      kuchh ke prashn half the aur kuchh ke nahi.....😭

 main soch mein pad Gaya kaun sahi kaha hai kaun galat, mere dimag mein Kai prashnon ke bhandar Ban Gaye .. 


kahate hain aap bhagwan Ho, main bolata Hu har chij mein bhagwan hai.


Apne aap ko pahchane tabhi dusron ko pahchan payenge.

Maine 1000 business idea aap logon ko free mein de raha hun iska yah matlab nahin ki main free mein kam kar raha lekin yah to Sach hai ki main kaam karta ja raha hu,  aur aap use soch kar bhulaty ja rahe ho.

      Business = ↙️

   1--- B -bakwas hai business. Kahane ka matlab agar aapane Kai sare kitabon ko pada hai, Kai bar aapane newspaper ko pada hai, un sabhi chijon k knowledge ko video recording karke, upload kar raha ho aur bakwas kiye ja Rahe Ho to kahin na kahin, vah business hi hai.
                     Kyunki yah video sare jagah upload hokar Kai log use dekhenge aur agar kisi ko pasand aa jayaga to
 kisi ko kuchh baten yaad aa gai to comment aur like share karke aapke business ko aage badha denge.

2--- U - Use kijiye har use chij ko jisse aap acchi- khasi business start kar sakte hai , aap bhul jaate Hain kyunki aapko hamesha bhulne ki aadat bani gai hai. Use aapko is waqt Koi Na Koi use raha hai aur vah chahta hai aap isko hamesha use karte Rahe, 2 din chijon ko aap abhi use kar rahe hain usse bhi aap aap acche kha se business start kar sakte hain aur logon se aap apne product use karva sakte hain.

3--- S - sikhiye har chij aapane UN chijon ko ab Tak nahin sikha sikhana sabse bada jaruri kam rah gaya hai aap kuchh nai advance vision ko dekhkar Kai sare logon ko bahut kuch sikha sakte ho. Jo chij Sikh rahe ho vahi chij dusron ko dikhao kahin aap is chakkar mein Na pad jaaye ki main jo Sikh raha hun pahle Puri tarike se Sikh Leta Hun FIR kam karunga yah sabse badi bhul ho jayegi lekin use bhi sikhane ke liye pahle aapko thoda sa thokar jarur khana padega.

4--- I - intelligent hai har chij har vah log lekin apni intelligent ko uske samast rakhte Hain jisse iski samajh nahin ho to aapki intelligent bakwas mein badal jaati Hain apni intelligent ho UN logon ke samne rakhiye jisse bahut intelligent kaha jata hai mere hisab se a kuchh bhi Ho sakta hai lekin kabhi har mat maniye uski intelligent ke samne aapki intelligent kam a jayegi waqt hi waqt aane ki.

5--- N -next step turant ne state na likhiye kyunki agar aap ruk Gaye to aap vah businessman nahin Jo next step kuch aane ke liye itna sochta hai badlav hi is duniya ka riti riwaj hai yah Mera manana hai ab aapka mein marna kya hai apne hisab se ek bar jarur sochkar next step Ho lijiye Gaya kyunki paise bhi bahut badi kamyabi ka ek gadiya kaha jata hai.

6--- E- elephant agarsadak par chalta hai to kai log use kahate Hain dekho sabse bada janwar hi jo dhire dhire chalta hai. Kuchh log kahenge ki bahut achcha hai dekhne mein kuchh log kahenge bahut bura hai jo apne sharir ko bhi lekar nahin chal sakta. Humne Kai logon ke munh se Kai bar suna hai. hathi chale Bazar kutte bhoke hajar.....🤣

7--- S - shiksha shiksha ke Bina anushasan ka anushasan ke Bina II hua shiksha nahin Mil paati Jeet picture se Kai bade log chhote Ho jaate Hain to Kai chhote log bhi bahut bade bade kaam kar dete Hain.
.                 Aisi shiksha ko grahan kijiye sabhi shiksha kamjor pad jaaye.

7 --- S - samadhan , samadhan hi sabse bada vigyan lati hai. pahla samadhan ko sochiye vigyan khud B khud kam karta Chala jaega aur aapke tarah bhi nibandhan ke nivaaran ke liye ek Naya vigyan shuru ho jaega.
  .                                  Samadhan sabse bada Karan ho jata hai apne aap ko uske sabhi problem ke samadhan ko nikaalne ka ek jariya ban jata hai aur apna business shuru ho jata hai sabka apna apna samadhan aur problem Mana jata hai log ISI problem ko koi samadhan samajh lete hain aur koi sabse bada samadhan ko apna sabse bada problem samajh lete Hain.


BUSINESS 
                  BUSINESS
                                    BUSINESS
                                                      BUSINESS

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें