Shopify for big business man.

शनिवार, 20 जून 2020

kaun si baat ko likhu ?

Main apni baton ko likho ya dusron ki.
Main apna Kam karun yah dusron ki.

Aakhir Mai likhu to Kya likhu aur karun to kya karun?

Main apni photo lagaun yah apne doston ki ?
Is jindagi mein kaun sa kam karun kaun sa chhod do .
                   Aise Kai sare sawalo ke jawab main jaanta hun lekin kya main jo kah Raha Hun yah bhi Kai logon ko samjhaun to log use apne najron se dekh kar uske anubhav per kam karna shuru kar denge.

main jhoot-moot ka kahin bakwas to sirf nahin kar raha hun ! ya main apna jaruri kam kar raha hun.


Na in baton ko khatm Kiya ja sakta hai , Na Zindagi kabhi khatm ho sakti hai , kisi Na kisi Roop mein kahin na kahin kisi jagah per fir se mulakat de deti hai . main jo dekh raha hun, main jo sun raha hun .

              ya kahin na kahin kisi ko ya baton ka pata rahata hai jo abhi is waqt hone wala hai . sabhi jante Hain main sone se pahle kuch  sochta Hun FIR so jata hun.
              lekin pata nahin uthane se just second pahle turant return aakar apne nind se jaag jata hun.

            mere kahane ka matlab mein sapna dekh raha hota hun, wahan se turant return aakar jaag jata hun. tu Jo main abhi likh raha hun mujhe kisi kaam ka turant yad aane se main in kamon ko chhorkar vahan chala jata hun.

Jaise ki main abhi turant Socha ki kuchh photo ko jodta hun to main apne mobile ki cover ko nikala aur photo khinch kar Dal de jisse aapko yah pata chal jaega ki inke paas itna Bada mobile is  tarike ka hai.

Aur han main usi se kam karta hun.

Main samajhta hun jo chij aapke pass mein hai vah bahut mahatvpurn chij hai. ine chijon ko pane ke liye Na jaane aapane kitni minut ki hai na jaane ine chijon ko banane mein kitne log apne a samay ko gavaye Hain.

                   Kya yah Sach hai .?                  


Agar yah Sach hai to -- Kai logon ne milkar iss samay ko banaya hai, Jo samay aap isyi padhne mein laga rahe hain.


Yah upar wali photo ke bare mein aapko thodi si samajh ho to jarur bataen.

Sabhi jagah business padhe hue hain sirf kam karne ki jarurat hai.

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें