Shopify for big business man.

रविवार, 21 जून 2020

yah duniya bahut ajeeb si hai

Agar main kahun yah duniya bahut ajeeb si hai to aapko yah sunker bahut ajeeb si feel hoga.

Bahut sare log apne aap ko banane ke liye Kai sare chijon se hokar gujarte Hain, vah apni ichcha anusar Hi Kam karte Hain , vah bhagya ke bharose kisi aur ke bharose nahin baitha. vah apni lagan aur Shakti ke anusar Hi Kam karte Hain Fark ismein sirf yahi rah jata hai vah kitni sacchai se lagan ke sath kam ko karte Hain.

Agar soo baat ki ek baat mein kahun to turant mein jina aur turant mein marna Sikh lete Hain.

Bus Fark itna rah jata hai vah apne dimag ko shant kar ke har kam kar acche tarike se Puri karne ki vyavastha mein rahte hain.
Main ek chij likh raha hun, agar aapko 2 karod rupaye milane wale hain aur by chance aapki sirf ek galti ki vajah se 2 karod rupaye aapko nahin mila aur vah galti aapane yah ki,
                                aapane ek jhuthi Kahani kisi ko Bata de aur aapko yah lag raha hai ki aapko jhuthi Kahani nahin batani chahie thi to aap kya karoge.

Ab aap yah soch rahe ho ki agar mujhe do karod rupaye mil jaate to main Ghar baithe hi logon se kam karwata aur maje se jindagi ko jita. lekin vah ladka aisa tha ki apni mehnat se kam karna chahta hai vah jitna chahta hai apni mehnat aur lagan se.

Vah donon baton ko soch Raha hai ki mehnat se kam aana acchi baat hoti yah Meri chhoti si galti ki vajah se aaj main is avastha mein hun.

          Ab aap batao is decision Se kaise nikale aur vah yah bhi chahta hai ki agar mujhe do karod rupya Mil  jata yah to bhi main mehnat aur lagan ke sath kam karta kisi ko Bina kuchh bataye apni mehnat se sab kam karta.


Aur yah bhi vah soch Raha hai ki agar use 2 karod rupaye Bina kuchh kiye Mil jata yah to ho sakta hai bina koi problem ko liye use aisi problem main pad jata jismein use 2 karod rupaye ki  nuksan bharna padta.


Aakhir vah is problem ko Ho bhi solution ke taur per apne mobile ke madhyam se Hi ek business ke roop mein is Kahani ko likhkar aap logon ke sath mein share kar raha hai ,,  main vikrant mere sath kuchh aisa Hi Ho Raha hai Jo main is Kahani ko aapke samne abhi is waqt likh raha hoon.
   
bahut sari arthvyavastha hai use theek karne ke liye bahut log parishram karte Hain kisi ko kamyabi hasil turant Ho jaati hai. kisi ko lagane ke sath kam karne per use hasil hoti hai donon mein sirf Sach wali pakka pad jaati hai , mere hisab se jise do karo rupaiya Milani chahie agar Mil jaati hai to log kahenge ki ise 2 karod rupaye Mile The is vajah se aaj yah iss mukam per pahunch chuka hai.

Aur agar vah ladka mehnat se  caroro arabon rupaye Kama leta hai to log kahenge yah ladka apni mehnat se a rupaye kamaya hai.

Ladke ko to to use samay achcha lagega jab use log kahenge aapane apni mehnat ke balbute per aaj mukam hasil Kiya hai.

to main chahta hun aap kisi aur ke bharose aakar apne bharose kam kijiye aur apne experience logon ke sath share kijiye,

Badhaya logon ki madad kijiye.

शनिवार, 20 जून 2020

kaun si baat ko likhu ?

Main apni baton ko likho ya dusron ki.
Main apna Kam karun yah dusron ki.

Aakhir Mai likhu to Kya likhu aur karun to kya karun?

Main apni photo lagaun yah apne doston ki ?
Is jindagi mein kaun sa kam karun kaun sa chhod do .
                   Aise Kai sare sawalo ke jawab main jaanta hun lekin kya main jo kah Raha Hun yah bhi Kai logon ko samjhaun to log use apne najron se dekh kar uske anubhav per kam karna shuru kar denge.

main jhoot-moot ka kahin bakwas to sirf nahin kar raha hun ! ya main apna jaruri kam kar raha hun.


Na in baton ko khatm Kiya ja sakta hai , Na Zindagi kabhi khatm ho sakti hai , kisi Na kisi Roop mein kahin na kahin kisi jagah per fir se mulakat de deti hai . main jo dekh raha hun, main jo sun raha hun .

              ya kahin na kahin kisi ko ya baton ka pata rahata hai jo abhi is waqt hone wala hai . sabhi jante Hain main sone se pahle kuch  sochta Hun FIR so jata hun.
              lekin pata nahin uthane se just second pahle turant return aakar apne nind se jaag jata hun.

            mere kahane ka matlab mein sapna dekh raha hota hun, wahan se turant return aakar jaag jata hun. tu Jo main abhi likh raha hun mujhe kisi kaam ka turant yad aane se main in kamon ko chhorkar vahan chala jata hun.

Jaise ki main abhi turant Socha ki kuchh photo ko jodta hun to main apne mobile ki cover ko nikala aur photo khinch kar Dal de jisse aapko yah pata chal jaega ki inke paas itna Bada mobile is  tarike ka hai.

Aur han main usi se kam karta hun.

Main samajhta hun jo chij aapke pass mein hai vah bahut mahatvpurn chij hai. ine chijon ko pane ke liye Na jaane aapane kitni minut ki hai na jaane ine chijon ko banane mein kitne log apne a samay ko gavaye Hain.

                   Kya yah Sach hai .?                  


Agar yah Sach hai to -- Kai logon ne milkar iss samay ko banaya hai, Jo samay aap isyi padhne mein laga rahe hain.


Yah upar wali photo ke bare mein aapko thodi si samajh ho to jarur bataen.

Sabhi jagah business padhe hue hain sirf kam karne ki jarurat hai.

jindagi ke bahut se kam

Bahut kam aapko aise lagenge Jo kisi ka koi bhi Matlab Na Ho use kam ko lekin fir bhi aap kiye ja Rahe Ho. Kyunki aap jante ho kisi Na kaha hai main khel raha hun ya main apna jaruri kam kar raha hu.

Kyunki main isase kuchh naya Sikh raha hu.     

        Jaruri kam kaun sa hota hai ?          

Mere khyal se har bar kam jo aap kar rahe hain vah bhi to jaruri hi hai.       

sirf aapko lagta hai jaruri nahin lekin aage jakar Na jaane vahi kam aapke liye bahut bada jaruri ho jata hi, yah bahut kam log jante Hain.lekin yah baat bhi Sach hai kyon nahin samajh mein kuchh samay lag jata hai.


Sare baton se aisa lagta hai ki jis prakar se vah aadami use waqt apne kam ko karne ke liye hi aaya hai . Lekin agar vah kam use pasand nahin tu kya kar sakta hai.

Sirf samajhne ki jarurat hai na jaane kyon log baithe Hain ,, Na jaane kyon log soye Hain,, Na jaane log kya soch rahe hain,, Kya yahi hai duniya ?


In sab chijon ko dekhkar prasaniyo ka ambar khada ho jata hai ? 

Lekin kahin na kahin in sab chijon ko dekh Kar Kai sare prashnon ke uttar bhi khul aate Hain.


Humne Kai sare aadmiyon ko Kai sare nitiyon ke hisab se chalte hue dekha hai aur Kai neeti sirf bakwas nikalti hai. main aisi bhi Kai sare nitiyon ko dekha hai padha hai kuchh samjha hai.




fir bhi Sach kahun to meri hath sirf jankari ka ambad khada pada hai.


Main itni jankari ka Kya karunga ? 

Mere dimag mein bahut sare prashn pade Hain, bahut sare chijon ke uttar bhi hai , main itne sare prashn aur uttar unka Kya karunga, kya yah sab chijen barbad hone wali hai iska koi bhi Kam nahin iska Koi arth nahin .




Har manushya EK alag soch ki taraf chal nikalta hai ? Kya uske chalne se Koi Fark nahin padta? To kya Ham sirf Ham baithe rahen? To kya sirf Ham soye Rahe?



Main jaanta hun yah duniya ise prakar ki hai , Jo dekh raha hun , kuchh logon ke munh se sunta hu, kahate Hain yah sab jhooth hai aur kahate Hain sirf mrityu aur janm hi Satya hai.

Agar main yahi baten 10 logon ke samne alag-alag jagah hun per jakar unse alag alag puchun to unke alag-alag uttar nikal ke aaenge.

Kuchh log pagal kahenge
Kuchh log samajhdar kahenge
Kuchh log samjha ayenge
Kuchh kahenge Jo aapane kaha sab Satya hai

Kuchh kahenge ki aapane jo bhi kaha vah sab jhooth hai.

Kya yah pagalon ki duniya hai ? 🤣

Kya main jo kam kar raha hun yah nahin karna chahie ! ya main apna jaruri kam kar raha hun ?

Aadami pagal hai yah main pagal ki tarah soch Raha Hun. 
Agar police ne pakad liya to vah poochenge ki tum pagal Ho Jo yahan baithe ho, main kahunga nahin main pagal nahin hu,, To police kahenge sabhi pagal yahi kahate Hain pagal nahi hu.

Kya yah ladki pagal hai ? 
kya aap pagal Ho Jo itne sare chijon ko jante hue bhi Bina like comment share kiye hue aage badh rahe ho.



Jab Koi baat bigad jaaye jab Koi mushkil a jaaye Tum Dena saath Mera 
                                           main samay ⌛ ,🕙 ki baat kar raha hun na ki ladkiyon ka.🙊


sirf samajhne ka phar hota hai, alag alag samay ke alag-alag tarah ke kaam hoty Hain. ....


samasyaon ka samadhan kaise dhundhe

Pahle samajhna hai samasyaon ka samadhan ka matlab kya hai.

Jo aapane yah Socha ki samasya hai pahle use samay vah Kai samasyaon ko piche chhod is jagah per pahuncha hai aur aap use samasya kah rahe hain Koi kahta hai yah cycle Meri sabse badi samasya hai , 🚴
        kabhi cycle 🚲 se aapane poochha hai vah kitni chijon ko milakar kitne dinon mein taiyar hokar Kahan kahan se kaun kaun si machinon se gujar kar aaj aapke samne khadi hai aur aap use apni samasya kahate Ho. 😒

Sabse pahle samasya jisse aap samajh rahe ho vah sabse bada sadhan hai, agar aapane yah maan liya ki vah sabse bada samadhan aur sabse achcha sadhan hai Hi tu kaun si samasya rah Gai thi aapke samne.

Bhul se bhi apni bhul ko yah yah mat yad dilana ki aap se bahut badi bhul ho gai hai, agar aapane yah yad dila Diya use to vah bahut kamjor pad jaega vah jiske sahare Socha aur samjha aaj usi ne uska yah Dil Tod Diya. 
                 Kya aap jante Hain log apne Hi Ghar walon se ki vajah se Hi sabse jyada aage badhate hain aur yah bhi Sach hai ki kahin na kahin apne Hi Ghar walon ki vajah se hi is nuksan ka samna karna pad raha hai.


Bahadur to usse Mana jata hai jo har pareshani ko mohabbat ki tarah dekhta ho.


Extremely power badhane ke liye extremely sochana padta hai , tabhi advance mein work hota hai is work ka naam hai advance working. thinking is equal to advance working.

👧🐼🐼🐼

Apni pahchan chhupana nahin hai apni pahchan ko arbo logon ke samaksh rakhna hai tabhi aap ki pahchan sabse alag aur sabse Khushi ka manjar daga ,,
                               jisse aapki har aane wali pareshaniyon ko second mein choomantar Kar dega jisse aapko sochne ke liye thoda waqt chahie.

             Kabhi aapane chalti Hui hawaon ka pata poochha hai, Kahan se aaI ho kahan ko jana hai.
             yahi prashn apne aap se puchiye Kahan se aaye ho kahan kho jana hai.

 Issi jagah Iss waqt apne aap ko Sama dena hai.



Kai logon ko humne dekha hai bahut udaas rahte hue 😒

Maine unse udash ki vajah puchi, to vah piche hat Gaye uske pass koi bhi answer nahin tha.
         uska bhi yahi person tha aap sunker kya kar loge.


Bhuton ne jawab de Diya ki meri yah pareshani hai. Meri vah pareshani hai to main unse sirf ek hi sawal Kiya yah pareshani aapke dwara banai gai hai ,
    sochi samjhi sajish to nahin.

      kuchh ke prashn half the aur kuchh ke nahi.....😭

 main soch mein pad Gaya kaun sahi kaha hai kaun galat, mere dimag mein Kai prashnon ke bhandar Ban Gaye .. 


kahate hain aap bhagwan Ho, main bolata Hu har chij mein bhagwan hai.


Apne aap ko pahchane tabhi dusron ko pahchan payenge.

Maine 1000 business idea aap logon ko free mein de raha hun iska yah matlab nahin ki main free mein kam kar raha lekin yah to Sach hai ki main kaam karta ja raha hu,  aur aap use soch kar bhulaty ja rahe ho.

      Business = ↙️

   1--- B -bakwas hai business. Kahane ka matlab agar aapane Kai sare kitabon ko pada hai, Kai bar aapane newspaper ko pada hai, un sabhi chijon k knowledge ko video recording karke, upload kar raha ho aur bakwas kiye ja Rahe Ho to kahin na kahin, vah business hi hai.
                     Kyunki yah video sare jagah upload hokar Kai log use dekhenge aur agar kisi ko pasand aa jayaga to
 kisi ko kuchh baten yaad aa gai to comment aur like share karke aapke business ko aage badha denge.

2--- U - Use kijiye har use chij ko jisse aap acchi- khasi business start kar sakte hai , aap bhul jaate Hain kyunki aapko hamesha bhulne ki aadat bani gai hai. Use aapko is waqt Koi Na Koi use raha hai aur vah chahta hai aap isko hamesha use karte Rahe, 2 din chijon ko aap abhi use kar rahe hain usse bhi aap aap acche kha se business start kar sakte hain aur logon se aap apne product use karva sakte hain.

3--- S - sikhiye har chij aapane UN chijon ko ab Tak nahin sikha sikhana sabse bada jaruri kam rah gaya hai aap kuchh nai advance vision ko dekhkar Kai sare logon ko bahut kuch sikha sakte ho. Jo chij Sikh rahe ho vahi chij dusron ko dikhao kahin aap is chakkar mein Na pad jaaye ki main jo Sikh raha hun pahle Puri tarike se Sikh Leta Hun FIR kam karunga yah sabse badi bhul ho jayegi lekin use bhi sikhane ke liye pahle aapko thoda sa thokar jarur khana padega.

4--- I - intelligent hai har chij har vah log lekin apni intelligent ko uske samast rakhte Hain jisse iski samajh nahin ho to aapki intelligent bakwas mein badal jaati Hain apni intelligent ho UN logon ke samne rakhiye jisse bahut intelligent kaha jata hai mere hisab se a kuchh bhi Ho sakta hai lekin kabhi har mat maniye uski intelligent ke samne aapki intelligent kam a jayegi waqt hi waqt aane ki.

5--- N -next step turant ne state na likhiye kyunki agar aap ruk Gaye to aap vah businessman nahin Jo next step kuch aane ke liye itna sochta hai badlav hi is duniya ka riti riwaj hai yah Mera manana hai ab aapka mein marna kya hai apne hisab se ek bar jarur sochkar next step Ho lijiye Gaya kyunki paise bhi bahut badi kamyabi ka ek gadiya kaha jata hai.

6--- E- elephant agarsadak par chalta hai to kai log use kahate Hain dekho sabse bada janwar hi jo dhire dhire chalta hai. Kuchh log kahenge ki bahut achcha hai dekhne mein kuchh log kahenge bahut bura hai jo apne sharir ko bhi lekar nahin chal sakta. Humne Kai logon ke munh se Kai bar suna hai. hathi chale Bazar kutte bhoke hajar.....🤣

7--- S - shiksha shiksha ke Bina anushasan ka anushasan ke Bina II hua shiksha nahin Mil paati Jeet picture se Kai bade log chhote Ho jaate Hain to Kai chhote log bhi bahut bade bade kaam kar dete Hain.
.                 Aisi shiksha ko grahan kijiye sabhi shiksha kamjor pad jaaye.

7 --- S - samadhan , samadhan hi sabse bada vigyan lati hai. pahla samadhan ko sochiye vigyan khud B khud kam karta Chala jaega aur aapke tarah bhi nibandhan ke nivaaran ke liye ek Naya vigyan shuru ho jaega.
  .                                  Samadhan sabse bada Karan ho jata hai apne aap ko uske sabhi problem ke samadhan ko nikaalne ka ek jariya ban jata hai aur apna business shuru ho jata hai sabka apna apna samadhan aur problem Mana jata hai log ISI problem ko koi samadhan samajh lete hain aur koi sabse bada samadhan ko apna sabse bada problem samajh lete Hain.


BUSINESS 
                  BUSINESS
                                    BUSINESS
                                                      BUSINESS

Business Ideas

Just like you know what.Everywhere business Ideas but not see your eyes, so 
I'm giving you business Googals 😎. 

Please see everywhere business tools , just like wall, wallet, warning, Wash, watch every one see , think about in your mind.
Sorry,,🎎 my English is not very well, but my thinking is very well 🤗
Please compermige .................

Read 
        Read 
                 Read
                          Read 
Read book , Read newspaper , Read my blogs. 

.                     My side Villages

Please some work for your cariyer and side village because you are a great person.
mai Hindi mai likhu ya English mein agar aap ko padhne ki chahat ho jayegi na to aap kisi bhi language mein padhne ke liye ye ye aapko jo bhi karna pade vah aap kar lenge waqt badalta hai aapki soch badalte Hain is duniya mein aise Kai log Hain iski jarurat ka sitara Ban jaaye yah kaun jaanta hai.

logon ki ichcha ke anusar agar aap sochana aur kam karne lagoge to aap apni sari khushiyon ko bhul kar uska munh mein lag jaaoge jo aapko ichcha thi kahin vah aap apne aap Puri bhi Ho jaati hai dusron ki ichcha ko Puri karte karte.



Waqt to sabhi ka badalta hai keval apne apne vichar ko badalne ki jo kahaniyan hoti hai use apne soch ke anusar hi badal de .

Waqt badalne ke liye keval samay ki nahin apni ichcha ke anusar badal dijiye aap Jo bhi kam kar rahe hain kisi dusre ke najar se use dekhne ki koshish kijiye aur dusre ke najar ko padhakar apna Kam shuru kijiye.


Kabhi badalon ki taklif ko bhi sune kyunki uski bhi taklif Koi aur sunane wala to nahin agar aap uski taklif ho jis prakar se logon ki sath mein share karenge to aap ki taklif ko vah chalega jiske liye aapane takleef Hoon ko dekhna aur samajhna shuru Kiya hai.

Main baton ko apni tarif karte nahin dekha hai main Kai logon ke munh se baat logon ki tarif ko suna hai tu jahan tak ho sake aap apni tarif na Karen UN logon ki tarif Karen Jo kabhi aap ki tarif apne dimag mein sochte hain UN chijon ko sune jiski awaaz Na Koi sunta Ho.


Manav jaati ki sabse jyada parampara yah hoti hai ki vah vah is brahmand ke ekmatra aise insaan hai jiski jaisi soch hoti hai apne aap ko kabhi e kisi ke sahare na chhode aap dusron ke sahare ko banne mein apni sari koshishen ko bhul kar unki taklif mein apna yogdan den , apni Khushi mein un logon ki Khushi hai.